Misc Soundtrack - Shor – Ek Pyar Ka Nagma Hai аккорды и текст песен для гитары, фортепиано, укулеле
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Щ Э Ю Я
Generic selectors
Exact matches only
Search in title
Search in content
Post Type Selectors
A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | 0-9 | весь список

Аппликатуры аккордов:

Shor – Ek Pyar Ka Nagma Hai

[Chorus] 
   C       F     C        C       F    C  
Ek pyar ka nagma hain, maujo ki ravani hain
   C       F     C        C       F    C  
Ek pyar ka nagma hain, maujo ki ravani hain
     G                 F      
Zindagi aur kuch bhi nahin,
     G      F    C       
Teri meri kahani hain    
   C       F     C        C       F    C  
Ek pyar ka nagma hain, maujo ki ravani hain


[Verse 1]
     C             G  
Kuch paakar khonaa hain
     C            G   
Kuch khokar paana hain
   Bb            F     G            C  
Jeewan ka matlab to, aana aur jaana hai
   C      F      C      C       F    C  
Do pal ke jeewan se, ek umra churani hain
     G                 F      
Zindagi aur kuch bhi nahin,
     G      F    C       
Teri meri kahani hain 
   C       F     C
Ek pyar ka nagma hain


[Verse 2]
   C                G       C            G
Tu dhaar hai nadiya ki, Mai tera kinaraa hun
   Bb          F         G           C  
Tu mera sahara hain Main tera sahara hun
  C           F      C       C        F     C  
Ankhon mein samandar hain, Ashaaon ka paani hain
     G                 F      
Zindagi aur kuch bhi nahin,
     G      F    C       
Teri meri kahani hain 
   C       F     C
Ek pyar ka nagma hain
  

[Verse 3]
   C            G       C               G
Toofaan to aana hain, aakar chale jaana hain
   Bb                   F       G              C 
Baadal hai yeh kuch pal ka, Chhakar dhal jaana hai
  C          F      C       C       F     C  
Parchhaaiyan rah jaati, Rah jaati nishani hai
     G                 F      
Zindagi aur kuch bhi nahin,
     G      F    C       
Teri meri kahani hain 
   C       F     C
Ek pyar ka nagma hain